Abhi
2004-01-22 00:52:47 UTC
Following is poem or Ghazal posted by Shahbaz Raza
(***@csufresno.edu)in soc.culture.pakistan on 07 Nov 1997 in "Some
Wise Sayings For The Wise Men:)(Thanks To Allama)" post.
But he has not given name of poet. I think this is beautiful Ghazal.
Can somebody tell me name of poet?
And can you please explain meaning of these lines, "Shakhon mein
khayalon ke ghane paer ki shayad. Ab aa ke kare ga na koi khuwab
basera."
And what is the meaning of "mehtab"?
______________________________________________________________
Is waqt to yun lagta hai, ke ab khuch bhi nahi hai.
Mehtab na suraj na andhera na sawera.
Aankhon ke darichon mein kisi husn ke chilman.
Aur dil ki panahon mein kisi dard ke dera.
Shakhon mein khayalon ke ghane paer ki shayad.
Ab aa ke kare ga na koi khuwab basera.
Mana ke yeh sunsaan ghari sakht kari hai.
Lekin mere dil yeh to faqat ik hi ghari hai.
Himmat karo jine ko to ik umr pari hai.
Himmat karo jine ko to ik umr pari hai.
Unknown
_________________________________________________________
Thanks!
-Abhi.